SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhote"
Sher MATCHES FOR "chhote"
Sher
Nida Fazli
Sher
terii suurat terii chaahat yaade.n sab
chhoTe se is dil me.n kyaa kyaa rakkhuu.ngaa
Amit Sharma Meet
Sher
us ek chhoTe se qasbe pe rail Thahrii nahii.n
vahaa.n bhii chand musaafir utarne vaale the
Jamal Ehsani
Sher
Jameeluddin Aali
Sher
chhoTe chhoTe ka.ii be-faiz mafaadaat ke saath
log zinda hai.n ajab suurat-e-haalaat ke saath
Aitbar Sajid
Sher
banaa rahaa huu.n mai.n fehrist chhoTe logo.n kii
malaal ye ki ba.De naam is me.n aate hai.n
Ejaaz tawakkal
Sher
jab bulandii par pahu.nch jaate hai.n log
kis qadar chhoTe nazar aate hai.n log
Faizi Nizam Puri
Sher
mirii havas ke muqaabil ye shahr chhoTe hai.n
KHalaa me.n jaa ke na.ii bastiyaa.n talaash karuu.n
Anjum Khaleeq
Sher
Anees Ansari
Sher
Thiik aa.ii tan pe apne qabaa-e-barahnagii
baanii libaas chhoTe hu.e yaa ba.De hu.e
Haidar Ali Aatish
Sher
tumhaare ghar kii fazaa saazgaar hai shaayad
tum apnii umr se chhoTe dikhaa.ii dete ho
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
chhoTe se ik aa.iine me.n chehra qaid hai vaise hii
jaise ik kirdaar ke andar ek kahaanii hotii hai
Yasir Malik
Sher
Munawwar Rana
Sher
ishq kii choT kaa kuchh dil pe asar ho to sahii
dard kam ho yaa ziyaada ho magar ho to sahii
Jalal Lakhnavi
Sher
chhoTii sii baat pe KHush honaa mujhe aataa thaa
par ba.Dii baat pe chup rahnaa tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Sher
aaj phir nii.nd ko aa.nkho.n se bichha.Dte dekhaa
aaj phir yaad ko.ii choT puraanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Sher
milegaa manzil-e-maqsuud kaa usii ko suraaG
a.ndherii shab me.n hai chiite kii aa.nkh jis kaa charaaG