SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuun-o-charaa"
Sher MATCHES FOR "chuun-o-charaa"
Sher
hai KHuub manzar-e-chaara-garii ki ham ne yahaa.n
du.aa ke dar pe hai dekhaa davaa ko sajde me.n
Deepak Purohit
Sher
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Sher
mohabbat kaa un ko yaqii.n aa chalaa hai
haqiiqat bane jaa rahe hai.n fasaane
Mahesh Chandra Naqsh
Sher
Aal-e-Raza Raza
Sher
chiin o arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
rahne ko ghar nahii.n hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Majeed Lahori
Sher
mere naGmaat kii taqdiir na pahu.nche tujh tak
merii fariyaad kii qismat ki tujhe chhuu aa.ii
Mustafa Zaidi
Sher
kis tarah kar diyaa dil-e-naazuk ko chuur-chuur
is vaaqi.a kii KHaak hai patthar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
be-hunar haath chamakne lagaa suuraj kii tarah
aaj ham kis se mile aaj kise chhuu aa.e
Shahzad Ahmad
Sher
pahle to ham chhaan aa.e KHaak saare shahr kii
tab kahii.n jaa kar khulaa us kaa makaa.n hai saamne
Abbas Tabish
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
jis kuu me.n ho guzaar-e-parii-tal.ataan-e-hind
vo kuucha kyuu.nke ruu-kash-e-chiin-o-chagil na ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
fazaa udaas hai rut muzmahil hai mai.n chup huu.n
jo ho sake to chalaa aa kisii kii KHaatir tuu
Ahmad Faraz
Sher
Unknown
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
Raghvendra Dwivedi
Sher
ik saliib-e-vaqt par sayyad himaayat me.n mirii
jab ko.ii bolaa nahii.n mai.n intiqaaman chup rahaa
Farhan Saiyed
Sher
Barqi Azmi
Sher
savaal aa ga.e aa.nkho.n se chhin ke ho.nTo.n par
hame.n javaab na dene kaa faa.eda to milaa