SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuun-o-charaa"
Ghazal MATCHES FOR "chuun-o-charaa"
Ghazal
jafaa ko bhii vafaa samjho ki 'hasrat'
tumhe.n haq un se kyaa chuun-o-charaa kaa
Hasrat Mohani
Ghazal
jo kar rahe hai.n aise hii karte rahe.nge sab
mai.n to fuzuul chuun-o-charaa karne aayaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
labo.n pe qufl rahe kaan apne band rakho
baGair chuun-o-charaa KHud ko kaar-band rakkho
Rasheed Hasrat
Ghazal
is KHauf se na sehr-bayaanii pe harf aa.e
'raahii' rahe hai.n chuun-o-charaa se alag-thalag
Rahi Fidai
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
mariiz-e-ishq ne kyaa kah diyaa ye
pareshaa.n itnaa chaara-saaz kyo.n hai
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
terii nigaah-e-naaz jo naavak-asar na ho
takliif-e-chaara-saazii-e-zaKHm-e-jigar na ho
Hakeem Asad Ali Khan muztar
Ghazal
dard-e-dil dard-e-jigar achchhaa lagaa
lams-e-dast-e-chaara-gar achchhaa lagaa
Tabish Dharam Koti
Ghazal
allaah re taGaaful-e-chaara-garaan-e-vaqt
sunte hai.n dil kii baat magar be-dilii ke saath
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
naved-e-aamaad-e-chaaraa-garaa.n ko jug biite
qaraar dil ko zaraa is KHabar se aayaa thaa
Mahshar Badayuni
Ghazal
tadbiir-e-chaara-saazii-e-dil sochne ke ba.ad
rahtaa hai bad-gumaa.n mire dil se dimaaG bhii