SEARCH RESULTS
Showing search results for "da.nk"
Sher MATCHES FOR "da.nk"
Sher
zahr hai mere rag-o-pai me.n mohabbat shaayad
apne hii Da.nk se bichchhuu kii tarah mar jaa.uu.n
Yusuf Zafar
Sher
Zareef Jabalpuri
Sher
Shakeb Jalali
Sher
Unknown
Sher
jiit le jaa.e ko.ii mujh ko nasiibo.n vaalaa
zindagii ne mujhe daa.nv pe lagaa rakkhaa hai
Qateel Shifai
Sher
vo itr-daan saa lahja mire buzurgo.n kaa
rachii-basii hu.ii urdu zabaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Sher
ham kahaa.n ke daanaa the kis hunar me.n yaktaa the
be-sabab hu.aa 'Gaalib' dushman aasmaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Sher
nigaah-e-shauq agar dil kii tarjumaa.n ho jaa.e
to zarra zarra mohabbat kaa raaz-daa.n ho jaa.e
Haya Lakhnavi
Sher
Abbas Dana
Sher
zikr us parii-vash kaa aur phir bayaa.n apnaa
ban gayaa raqiib aaKHir thaa jo raaz-daa.n apnaa
Mirza Ghalib
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ba.ad muddat ke ye ai 'daaG' samajh me.n aayaa
vahii daanaa hai kahaa jis ne na maanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Sher
ruu-ba-ruu kar ke kabhii apne mahakte surKH ho.nT
ek do pal ke liye gul-daan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Sher
pukaarte the mujhe aasmaa.n magar mai.n ne
qayaam karne ko ye KHaak-daa.n pasand kiyaa
Inam Nadeem
Sher
garmii se muztarib thaa zamaana zamiin par
bhun jaataa thaa jo girtaa thaa daanaa zamiin par