SEARCH RESULTS
Showing search results for "da.nk"
Ghazal MATCHES FOR "da.nk"
Ghazal
ye us kaa apnaa tariiqa hai daan karne kaa
vo jis se shart lagaataa hai haar jaataa hai
Akhtar Nazmi
Ghazal
Da.nk chaahe ko.ii maare ko.ii chaahe Das le
zahr se zahr ko 'aasif' kabhii maaraa na karo
Iqbal Asif
Ghazal
cha.Dhtaa hu.aa parvaaz kaa nashsha hai aur mai.n
tez havaa rah rah kar Da.nk chubhotii hai
Zeb Ghauri
Ghazal
zahr hai mere rag-o-pai me.n mohabbat shaayad
apne hii Da.nk se bichchhuu kii tarah mar jaa.uu.n
Yusuf Zafar
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Pritpal Singh Betab
Ghazal
sab ke badan libaas se baahar nikal na aa.e.n
ye Dank kaun maar gayaa sochnaa pa.Daa
Qamar Gwaliari
Ghazal
vo jumbishe-e-nigah kyuu.n maare na Da.nk har dam
tahriir-e-surma goyaa kaalaa hai kankhajuuraa
Shah Naseer
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
ruuh me.n Dank chubhotii hai sitam-pesha hayaat
ek KHaamosh fuGaa.n hai ki bashar chiiKHtaa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
aqrab-e-shaam kise Da.nk nahii.n maarte yaa.n
ham bhii rote hai.n magar aap se kam rote hai.n
Qurban Aatish
Ghazal
ga.e din ki tanhaa thaa mai.n anjuman me.n
yahaa.n ab mire raaz-daa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ye kis kaa tasavvur hai ye kis kaa fasaanaa hai
jo ashk hai aa.nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHaalii ai chaaragaro ho.nge bahut marham-daa.n
par mire zaKHm nahii.n aise ki bhar jaa.e.nge