SEARCH RESULTS
Showing search results for "daamaad"
Sher MATCHES FOR "daamaad"
Sher
aurat ko samajhtaa thaa jo mardo.n kaa khilaunaa
us shaKHs ko daamaad bhii vaisaa hii milaa hai
Tanveer Sipra
Sher
ab to zaraa saa gaa.nv bhii beTii na de use
lagtaa thaa varna chiin kaa daamaad aagara
Nazeer Akbarabadi
Sher
duKHtar-e-raz to hai beTii sii tire uupar haraam
ri.nd is rishte se saare tire daamaad hai.n shaiKH
Qayem Chaandpuri
Sher
taak laagii tirii duKHtar se hamaarii ai taak
aaj shab jii me.n hai ghar tere ye daamaad rahe
Mirza Azfari
Sher
qais jangal me.n akelaa hai mujhe jaane do
KHuub guzregii jo mil baiThe.nge diivaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Sher
Munawwar Rana
Sher
Ibn e Insha
Sher
tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vazuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Sher
daaman pe ko.ii chhii.nT na KHanjar pe ko.ii daaG
tum qatl karo ho ki karaamaat karo ho
Kaleem Aajiz
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
hame.n har vaqt ye ehsaas daaman-giir rahtaa hai
pa.De hai.n Dher saare kaam aur mohlat zaraa sii hai
Khurshid Talab
Sher
Chakbast Braj Narayan
Sher
de hausle kii daad ke ham tere Gam me.n aaj
baiThe hai.n mahfilo.n ko sajaa.e tire baGair
Adeel Zaidi
Sher
chand alfaaz ke motii hai.n mire daaman me.n
hai magar terii mohabbat kaa taqaazaa kuchh aur
Amir Usmani
Sher
Saail Dehlvi
Sher
mai.n tinko.n kaa daaman paka.Dtaa nahii.n huu.n
mohabbat me.n Duubaa to kaisaa sahaaraa