SEARCH RESULTS
Showing search results for "daamaad"
Ghazal MATCHES FOR "daamaad"
Ghazal
aurat ko samajhtaa thaa jo mardo.n kaa khilaunaa
us shaKHs ko daamaad bhii vaisaa hii milaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
daamaad ko nikaal ke jab bhii hu.aa hai pesh
saalo.n ne paas kar diyaa sasuraal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
to.De ko.ii qile ko ko.ii luuTe shahr ko
ab kis se apnii maa.nge bhalaa daad aagara
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
duKHtar-e-raz to hai beTii sii tire uupar haraam
ri.nd is rishte se saare tire daamaad hai.n shaiKH
Qayem Chaandpuri
Ghazal
abas karte ho bahr-e-tark takraar
aziizo huu.n mai.n duKHt-e-raz kaa daamaad
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
daamaad-e-taajdaar-e-madiina asiir-e-Gam
apne adaa-e-fidya se be-iKHtiyaar thaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
Mukhtar Tonki
Ghazal
nahii.n daamaad agar aa.e to beTii ke liye
aaj namgiiraa mirii saas ne taanaa kaisaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
meraa KHudaa ho mujh mu.ii naashaad kii taraf
ammaa.n bhii boltii hai.n to daamaad kii taraf
Shaida Allahabadi
Ghazal
Shaida Allahabadi
Ghazal
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa