SEARCH RESULTS
Showing search results for "dajjaal"
Sher MATCHES FOR "dajjaal"
Sher
rakh na aa.nsuu se vasl kii ummiid
khaare paanii se daal galtii nahii.n
Shaikh Qudratullah Qudrat
Sher
ye ham jo peT se hii sochte hai.n shaam o sahar
kabhii to jaa.e.nge is daal-bhaat se aage
Zafar Iqbal
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
kaisaa ajiib aayaa hai is saal kaa bajaT
murGii kaa jo bajaT hai vahii daal kaa bajaT
Khalid Irfan
Sher
vo saaneha hu.aa thaa ki bas dil dahal ga.e!
ik shab me.n saare shahr ke chehre badal ga.e
Zulfeqar Ahmad Tabish
Sher
tumhii.n bataa.o ki ab aur tum se kyaa maa.nguu.n
ye dard-e-dil jo diyaa hai mujhe vo kyaa kam hai
Jageshwar Dayal Nashtar Kanpuri
Sher
chhupaa.e huu.n mai.n Gam-e-ishq apnii rag rag me.n
na chaak hai miraa daaman na aastii.n nam hai
Jageshwar Dayal Nashtar Kanpuri
Sher
ye fart-e-shauq ki suurat tirii nahii.n dekhii
magar jabii.n tirii ta.aziim ke liye KHam hai
Jageshwar Dayal Nashtar Kanpuri
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
sasuraal me.n bhii daal kaa galnaa muhaal hai
saale hai.n be-lagaam chalo shaa'irii kare.n