SEARCH RESULTS
Showing search results for "dajjaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dajjaal"
Ghazal
itnaa maqduur mujhe diijo tuu ai mehdii-e-dii.n
maare ko.Do.n ke u.Daa duu.n KHar-e-dajjaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n ne sirf apne nasheman ko sajaayaa saal bhar
fasl-e-gul bhii is liye aa.ii hai ab ke Daal bhar
Shuja Khaavar
Ghazal
Azhar Bakhsh Azhar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dajjaal"
Nazm
meri aankhen
yahaa.n kaanaa to biinaa shaKHs par bhii raaj kartaa hai
ye kaanaa kyaa ko.ii dajjaal hai
Bilal Aswad
Ghazal
phir vahii qahr vahii fitna-e-dajjal ke din
phir vahii qissa-e-as.haab-e-kahaf khii.nchtaa hai
Qamar Siddiqi
Nazm
dehli ki saDken
aa ga.e dehlii me.n jab se aadmii paataal ke
ho ga.e maGruur maalik har KHar-e-dajjal ke
Syed Mohammad Jafri
Sher
puuchhaa jo un se chaa.nd nikaltaa hai kis tarah
zulfo.n ko ruKH pe Daal ke jhaTkaa diyaa ki yuu.n
Arzoo Lakhnavi
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Sher
shohrat kii bulandii bhii pal bhar kaa tamaashaa hai
jis Daal pe baiThe ho vo TuuT bhii saktii hai
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
'daaG' ko yuu.n vo miTaate hai.n ye farmaate hai.n
tuu badal Daal hu.aa naam puraanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
le jaa.e.n mujh ko maal-e-Ganiimat ke saath aduu
tum ne to Daal dii hai sipar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
agarche zor havaa.o.n ne Daal rakkhaa hai
magar charaaG ne lau ko sambhaal rakkhaa hai






