SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-naak"
Sher MATCHES FOR "dard-naak"
Sher
vo saath na detaa to vo daad na detaa to
ye likhne-likhaane kaa jo bhii hai KHalal jaataa
Zehra Nigaah
Sher
ab terii daad na fariyaad kiyaa kartaa huu.n
raat din chupke pa.Daa yaad kiyaa kartaa huu.n
Syed Mohammad Meer Asar
Sher
aise mile.n ki ham ko bichha.Dne kaa Dar na ho
vo 'ishq ko.ii 'ishq hai jo 'umr bhar na ho
Anjum Farooq
Sher
ye bhii hu.aa ki dar na tiraa kar sake talaash
ye bhii hu.aa ki ham tire dar se guzar ga.e
Nisar Itavi
Sher
band kamre me.n tiraa dard na bujh jaa.e kahii.n
khi.Dkiyaa.n khol ki ye aag havaa chaahtii hai
Faheem Jogapuri
Sher
dard-e-dil ke vaaste paidaa kiyaa insaan ko
varna taa'at ke liye kuchh kam na the karrubiyaa.n
Khwaja Meer Dard
Sher
kahte na the ham 'dard' miyaa.n chho.Do ye baate.n
paa.ii na sazaa aur vafaa kiijiye us se
Khwaja Meer Dard
Sher
mujhe ye Dar hai dil-e-zinda tuu na mar jaa.e
ki zindagaanii ibaarat hai tere jiine se
Khwaja Meer Dard
Sher
har-chand tujhe sabr nahii.n dard va-lekin
itnaa bhii na miliyo ki vo badnaam bahut ho
Khwaja Meer Dard
Sher
'dard' ke milne se ai yaar buraa kyuu.n maanaa
us ko kuchh aur sivaa diid ke manzuur na thaa
Khwaja Meer Dard
Sher
ranj-o-alam kii ko.ii haqiiqat na puuchhiye
kitnii hai mere dard kii azmat na puuchhiye
Azizunnisa Naz
Sher
balaa kaa habs thaa par nii.nd TuuTtii hii na thii
na ko.ii dar na dariicha fasiil-e-KHvaab me.n thaa
Vikas Sharma Raaz
Sher
jabii.n ko chuum ke bas itnii raushnii rakh de
havaa charaaG bujhaa.e to mujh ko Dar na lage
Saleem Siddiqui
Sher
afsaana dard-o-Gam kaa sunaayaa na jaa.egaa
ab zaKHm-e-dil kisii ko dikhaayaa na jaa.egaa
Mohammad Daood Mohsin
Sher
mauja-e-ashk se bhiigii na kabhii nok-e-qalam
vo anaa thii ki kabhii dard na jii kaa likkhaa
Hasan Naim
Sher
apnii diivaaro.n se kuchh baahar nikal
sirf KHaalii ghar ke baam-o-dar na dekh