SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-naak"
Ghazal MATCHES FOR "dard-naak"
Ghazal
aa.he.n nikal rahii hai.n dil-e-dard-naak se
fauj-e-Gam-o-alam kaa nishaa.n dekh liijiye
Naseem Bharat Puri
Ghazal
na ko.ii dar na dariicha magar makaan to hai
zamii.n hai zer-e-qadam sar pe aasmaan to hai
Marghoob Asar Fatmi
Ghazal
ko.ii bhii dar na milaa naarasii ke marqad me.n
mai.n ghuT ke mar gayaa apnii sadaa ke gumbad me.n
Zeb Ghauri
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard nahii.n bevafaa nahii.n
ik aashnaa ki haa.e miraa aashnaa nahii.n
Rifat Sultan
Ghazal
Daraa na mujh ko bahut mere aasmaan mujhe
mai.n musht-e-KHaak sahii kam se kam ye jaan mujhe
Khatir Hafizi
Ghazal
ek bhii dard na kam hogaa ka.ii sadiyo.n me.n
ab bhii kahtaa huu.n tujhe vaqt bachaa dard na chun
Wasi Shah
Ghazal
na ko.ii aah na ko.ii KHalish na dard na Gam
vo yaad aa.e to pahro.n sukuut kaa aalam
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
na ko.ii dar na dariicha na saa.ebaan hai.n ham
ko.ii bataa.e ki kis shahr kaa nishaan hai.n ham
Shamim Yusufi
Ghazal
Daraa na paa.egaa lashkar tiraa zaraa mujh ko
mire KHudaa ne vo baKHshaa hai hausla mujh ko
Imran Sani
Ghazal
dil tere taGaaful se KHabar-daar na ho jaa.e
ye fitna kahii.n KHvaab se bedaar na ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jab tak ki dil me.n dard na paidaa kare ko.ii
kaafir hai vo jo ishq kaa da.avaa kare ko.ii
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
Afeef Siraj
Ghazal
faaslo.n kii barf pighlegii mujhe ye Dar na thaa
is se pahle lams kaa suuraj mire sar par na thaa
Muzaffar Eraj
Ghazal
apnii sadaa kii guu.nj hii tujh ko Daraa na de
ai dil tilism-e-gumbad-e-shab me.n sadaa na de
Aslam Ansari
Ghazal
Daro na tum ki na sun le kahii.n KHudaa merii
ki ruu-shanaas-e-ijaabat nahii.n du.aa merii