SEARCH RESULTS
Showing search results for "darguzarii"
Sher MATCHES FOR "darguzarii"
Sher
guzrii jo rahguzar me.n use darguzar kiyaa
aur phir ye tazkira kabhii jaa kar na ghar kiyaa
Khwaja Razi Haidar
Sher
mai.n dar-guzraa saahib-salaamat se bhii
KHudaa ke liye itnaa barham na ho
Khwaja Aminuddin Ameen
Sher
ai charKH be-kasii pe hamaarii nazar na kar
jo kuchh ki tujh se ho sake tuu dar-guzar na kar