SEARCH RESULTS
Showing search results for "darguzarii"
Ghazal MATCHES FOR "darguzarii"
Ghazal
ajiib darguzarii kaa shikaar huu.n ab tak
ko.ii karam hai na ko.ii sazaa hai mere liye
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
itnii bhii merii darguzarii mustaqil nahii.n
kitnii daf'a kahaa hai ki aisaa na kiijiye
Jawad Sheikh
Ghazal
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
KHataa-mu.aaf tiraa afv bhii hai misl-e-sazaa
tirii sazaa me.n hai ik shaan-e-dar-guzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har KHataa us kii hamesha darguzar kartii hu.ii
faaslo.n ko dil kii chaahat muKHtasar kartii hu.ii
Jahangeer nayab
Ghazal
KHudaa ke vaaste aa darguzar gunah se mire
na hogaa phir kabhuu ai tund-KHuu hu.aa so hu.aa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
darguzar jitnaa kiyaa hai vahii kaafii hai mujhe
ab tujhe qatl bhii kar duu.n to mu.aafii hai mujhe
Jawad Sheikh
Ghazal
agar marte hu.e lab par na teraa naam aa.egaa
to mai.n marne se dar-guzraa mire kis kaam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
zaalim na mai.n kahaa thaa ki is KHuu.n se darguzar
'saudaa' kaa qatl hai ye chhupaayaa na jaa.egaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
be-KHudii me.n KHudaa.ii kaa da.avaa kiyaa
ai KHudaa dar-guzar ai KHudii ma.azarat
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n kahaa.n baat is qadar ba.Dhtii
agar mai.n tere ravayye se dar-guzar kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
KHataavaar hai.n ham sazaa-vaar bhii hai.n
tuu bas dar-guzar kar musaafaat to kar
Gulzar Moradabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
ye aur baat tujhe darguzar kiyaa varna
kisii ke saath ri.aayat nahii.n hu.ii mujh se