SEARCH RESULTS
Showing search results for "dha.dkan"
Sher MATCHES FOR "dha.dkan"
Sher
ik Duubtii dha.Dkan kii sadaa log na sun le.n
kuchh der ko bajne do ye shahnaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Sher
raat kii dha.Dkan jab tak jaarii rahtii hai
sote nahii.n ham zimmedaarii rahtii hai
Rahat Indori
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Bashir Badr
Sher
dil kii dha.Dkan bhii ba.Dii chiiz hai tanhaa.ii me.n
terii kho.ii hu.ii aavaaz sunaa karte hai.n
Shabnam Naqvi
Sher
Adeel Zaidi
Sher
Qateel Shifai
Sher
siine se dil nikaal ke haatho.n pe rakh diyaa
mai.n ne to bas kahaa thaa ki dha.Dkan kaa shor hai
Neel Ahmed
Sher
dekhiye kab tak yahii haalat yahii aalam rahe
dil kii har dha.Dkan ye kahtii hai ki vo aane ko hai.n
Mustafa Rahi
Sher
Thes kuchh aisii lagii hai ki bikharnaa hai use
dil me.n dha.Dkan kii jagah dard hai aur jaan nahii.n
Fatima Hasan
Sher
siine se dil nikaal ke haatho.n pe rakh diyaa
mai.n ne to bas kahaa thaa ki dha.Dkan kaa shor hai
Neel Ahmed
Sher
terii KHushbuu pyaar ke lahje me.n bole to sahii
dil kii har dha.Dkan ko ik chehra nayaa mil jaa.egaa
Jazib Quraishi
Sher
dil kii dha.Dkan bhii hai un ko naagavaar
un se kuchh kahne kii jur.at kyaa kare.n
Salam Sandelvi
Sher
ab to saaf suntaa huu.n apne dil kii har dha.Dkan
aur kyaa dikhaa.egii ye taviil tanhaa.ii
Shahzad Ahmad
Sher
'fitrat' dil-e-kaunain kii dha.Dkan to zaraa sun
ye hazrat-e-insaa.n hii kii azmat kaa bayaa.n hai
Abdul Aziz Fitrat
Sher
jin se mansuub mire dil kii har ik dha.Dkan ho
vo na samjhe.n mire jazbaat to dukh hotaa hai