SEARCH RESULTS
Showing search results for "dha.dkan"
Ghazal MATCHES FOR "dha.dkan"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
darvaaza bhii jaise mirii dha.Dkan se ju.Daa hai
dastak hii bataatii hai paraayaa hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ik Duubtii dha.Dkan kii sadaa log na sun le.n
kuchh der ko bajne do ye shahnaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
raat kii dha.Dkan jab tak jaarii rahtii hai
sote nahii.n ham zimmedaarii rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
paa.nv kii chaap se mirii dha.Dkan hai ham-navaa
is dasht-e-haul me.n ko.ii naGma-saraa to hai
Jameel Malik
Ghazal
vo baat kitnii bhalii hai jo aap karte hai.n
suno to siine kii dha.Dkan rabaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jis me.n insaan ke dil kii na ho dha.Dkan 'niiraj'
shaa.irii to hai vo aKHbaar ke katran kii tarah
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ko.ii hamraaz to paa.uu.n ko.ii hamdam to mile
dil kii dha.Dkan ke ishaaraat kise pesh karuu.n