SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhuum"
Sher MATCHES FOR "dhuum"
Sher
chal saath ki hasrat dil-e-marhuum se nikle
aashiq kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
Fidvi Lahori
Sher
urdu hai jis kaa naam hamii.n jaante hai.n 'daaG'
hindostaa.n me.n dhuum hamaarii zabaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
ab to tere husn kii har anjuman me.n dhuum hai
jis ne meraa haal dekhaa teraa diivaana hu.aa
Jameel Yusuf
Sher
aalam me.n jis kii dhuum thii us shaahkaar par
diimak ne jo likhe kabhii vo tabsire bhii dekh
Shakeb Jalali
Sher
ham ko 'riyaaz' jaante hai.n maante hai.n sab
hindostaan me.n dhuum hamaarii zabaa.n kii hai
Riyaz Khairabadi
Sher
siina-kuubii se zamii.n saarii hilaa ke uTThe
kyaa alam dhuum se tere shohadaa ke uTThe
Momin Khan Momin
Sher
hijr ke din to hu.e KHatm ba.Dii dhuum ke saath
vasl kii raat hai kyuu.n marsiya-KHvaanii kare.n ham
Salim Saleem
Sher
hindostaa.n me.n dhuum hai kis kii zabaan kii
vo kaun hai 'riyaaz' ko jo jaantaa nahii.n
Riyaz Khairabadi
Sher
Shah Naseer
Sher
Riyaz Khairabadi
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
Natiq Gulavthi
Sher
suKHan-aabad me.n saudaa.iyo.n kii dhuum sahii
'miir'-jii she'r ke fan me.n mire ustaad raho
Akash Arsh
Sher
ba.Dii hii dhuum se daavat ho phir to zaahid kii
ye mai jo chaar gha.Dii ko halaal ho jaa.e