SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhuum"
Ghazal MATCHES FOR "dhuum"
Ghazal
jis kii saKHaavato.n kii zamaane me.n dhuum hai
vo haath so gayaa hai taqaazaa na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
'aalam me.n jis kii dhuum thii us shaahkaar par
diimak ne jo likhe kabhii vo tabsire bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
ham ki jis shahr me.n the sog-nashiin-e-ahvaal
roz is shahr me.n ham dhuum machaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
urdu hai jis kaa naam hamii.n jaante hai.n 'daaG'
hindostaa.n me.n dhuum hamaarii zabaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
jabii.n charaaG muqaddar kushaada dhuup sahar
Guruur qahr ta'ajjub kamaal nuur bharii
Shahzad Qais
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
'farhat-ehsaas' vo ham-zaad hai meraa jis ne
shahr me.n dhuum machaa dii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
Meeraji
Ghazal
faiz-e-saaqii kii ajab dhuum hai mai-KHaano.n me.n
har taraf mai kii talab maa.ng hai paimaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
kis dhuum se ba.Dhtii hu.ii pahu.nchii hai kahaa.n tak
duniyaa ko tirii zulf-e-rasaa yaad rahegii