SEARCH RESULTS
Showing search results for "diidgaa.n"
Sher MATCHES FOR "diidgaa.n"
Sher
mafquud hai firaasat-e-vijdaa.n sagaa.n me.n huu.n
ik hasrat-e-muravvat-e-kaj-diidgaa.n me.n huu.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
Izhar Asar
Sher
Abul Kalam Azad
Sher
sipaah-e-shaam ke neze pe aaftaab kaa sar
kis ehtimaam se parvar-digaar-e-shab niklaa
Iftikhar Arif
Sher
aaj kuchh rang digar hai mire ghar kaa 'KHaalid'
sochtaa huu.n ye tirii yaad hai yaa KHud tuu hai
Khalid Sharif
Sher
Anwar Shuoor
Sher
ai mazaahib ke KHudaa terii mashiyyat jo bhii ho
ishq ko diigar KHudaa diigar mashiyyat chaahiye
Firaq Gorakhpuri
Sher
chaa.nd niklaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii shaam
baarish-e-nuur hai taa-hadd-e-nazar aaj kii shaam
Arman Akbarabadi
Sher
samajh liyaa thaa tujhe dost ham ne dhoke me.n
so aaj se tujhe baar-e-digar samajhte hai.n
Saud Usmani
Sher
tuu ik charaaG-e-jahaan-e-digar hai kyaa jaane
ham is zamiin pe kis tarah shab guzaarte hai.n
Irfan Siddiqi
Sher
Qayem Chaandpuri
Sher
tuu KHvaab-e-digar hai tirii tadfiin kahaa.n ho
dil me.n to kisii aur ko dafnaayaa hu.aa hai
Faisal Ajmi
Sher
Arsh Malsiyani
Sher
vo jin ko mayassar thii har ik chiiz-e-digar bhii
mumkin hai suhuulat kii faraavaanii se mar jaa.e.n
Idris Babar
Sher
pahle jo kahaa ab bhii vahii kahte hai.n 'mohsin'
itnaa hai ba-andaaz-e-digar kahne lage hai.n
Mohsin Bhopali
Sher
har baat hai 'KHaalid' kii zamaane se niraalii
baashinda hai shaayad kisii duniyaa-e-digar kaa
Abdul Aziz Khalid
Sher
log auro.n ke garebaa.n pe nazar karte hai.n
ham yahii kaam ba-andaaz-e-digar karte hai.n