SEARCH RESULTS
Showing search results for "diidgaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "diidgaa.n"
Ghazal
jalva dikhaa ke guzraa vo nuur diidgaa.n kaa
taariik kar gayaa ghar hasrat-kashiidgaa.n kaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
baaham-digar hu.e hai.n dil o diida phir raqiib
nazzaara o KHayaal kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jaa.n-daad-gaa.n kaa hausla fursat-gudaaz hai
yaa.n arsa-e-tapiidan-e-bismil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
vafaa-e-vaada nahii.n vaada-e-digar bhii nahii.n
vo mujh se ruuThe to the lekin is qadar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sar-daadgaan-e-ishq-o-mohabbat kii kyaa kamii
qaatil kii teG tez KHudaa kii zamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
har baar e.Diyo.n pe giraa hai miraa lahuu
maqtal me.n ab ba-tarz-e-digar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
ik KHvaab hai ki baar-e-digar dekhte hai.n ham
ik aashnaa sii raushnii saare makaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
gum-shuda bastii musaafir lauT kar aate nahii.n
mo.ajaza aisaa magar baar-e-digar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
naamvarii kii baat digar hai varna yaaro socho to
gulguu.n ab tak kitne teshe be-KHuun-e-farhaad hu.e
Jaun Eliya
Ghazal
ko.ii pukaartaa hai har ik haadse ke saath
taKHliiq-e-kaa.enaat-e-digar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
maulaa kisii ko aisaa muqaddar na diijiyo
dilbar nahii.n to phir ko.ii diigar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
abhii nuquush numaayaa.n nahii.n hu.e hai.n mire
taraash kar mujhe baar-e-digar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
us ke kuuche me.n hai nit suurat-e-bedaad na.ii
qatl har KHasta baa-andaaz-e-digar hotaa hai