SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-aazaar"
Sher MATCHES FOR "dil-aazaar"
Sher
Mubarak Azimabadi
Sher
Abul Mujahid Zahid
Sher
ye jo phuulo.n se bharaa shahr hu.aa kartaa thaa
us ke manzar hai.n dil-aazaar kahii.n aur chale.n
Aitbar Sajid
Sher
gar tujh me.n hai vafaa to jafaakaar kaun hai
dil-daar tuu hu.aa to dil-aazaar kaun hai
Mohammad Rafi Sauda
Sher
us kii to dil-aazaarii be-hech hii thii yaaro
kuchh tum ko hamaarii bhii taqsiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Sher
ab shuGl hai yahii dil-e-iizaa-pasand kaa
jo zaKHm bhar gayaa hai nishaa.n us kaa dekhnaa
Ahmad Mushtaq
Sher
aasuudgii kahaa.n jo dil-e-zaar saath hai
marne ke baa'd bhii yahii aazaar saath hai
Syed Mohammad Meer Asar
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
aap uTh rahe hai.n kyuu.n mire aazaar dekh kar
dil Duubte hai.n haalat-e-biimaar dekh kar
Saqib Lakhnavi
Sher
Izhar Asar
Sher
ajiib shaKHs thaa KHud apne dukh banaataa thaa
dil-o-dimaaG pe kuchh din asar rahaa us kaa
Shivendra Singh
Sher
hai ajab sii kashmakash dil me.n 'asar'
kis ko bhuule.n kis ko rakkhe.n yaad ham
Asar Akbarabadi
Sher
hai.n sau tariiqe aur bhii ai be-qaraar dil
iz.haar-e-shikva shikve ke andaaz me.n na ho
Manzar Lakhnavi
Sher
ek ha.ngaama saa yaado.n kaa hai dil me.n 'az.har'
kitnaa aabaad hu.aa shahr ye viiraa.n ho kar
Azhar Naqvi
Sher
Aasi Karnali
Sher
ye mai.n thaa yaa mire andar kaa KHauf thaa jis ne
tamaam umar dii tanhaa.ii kii sazaa mujh ko