SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-aazaar"
Ghazal MATCHES FOR "dil-aazaar"
Ghazal
jab bhii 'aazar' dil se niklii ko.ii baat
dil kii gahraa.ii me.n tah-dar-tah ga.ii
Rashid Aazar
Ghazal
vo mom bhii hai mere liye sang bhii 'aazar'
kahte hai.n ki is dil me.n vafaa hai bhii nahii.n bhii
Rashid Aazar
Ghazal
is shahr-e-naa-pursaa.n me.n ham ne to 'aazar'
chehre gulo.n se dekhe dil sahraa se dekhe
Rashid Aazar
Ghazal
pas-e-charaaG iraada ko.ii to hai 'aazar'
jo mere sho.ala-e-dil ko dhu.aa.n banaataa hai
Azar Tamanna
Ghazal
tamaam 'umr havaa.e.n la.Dii hai.n 'aazar' se
magar ye shaKHs balaa ke dil-o-nazar kaa thaa
Kalam Aazar
Ghazal
apne dil ko na kare ab ko.ii halkaa 'aazar'
varna mai.n jaa.uu.ngaa ik bojh saa dil par le kar
Mushtaq Aazar Fareedi
Ghazal
turra use jo husn-e-dil-aazaar ne kiyaa
andher gesuu-e-siyah-e-yaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mubarak Azimabadi
Ghazal
kyaa guzar kiijiye sayyaad-e-dil-aazaar ke paas
barg-e-gul phe.nktaa hai murG-e-giraftaar ke paas
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
us ko tasviir karo saf.ha-e-dil par 'aazar'
Gaib kaa naqsh banaane se alag ho jaa.o
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
shahr aa.nkho.n kaa bahut din se hai suunaa 'aazar'
haadisa ko.ii to ho dil ko dukhaane vaalaa
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
dil ke baare me.n unhe.n 'aazar' bataa denaa ki vo
ek shiisha hai magar patthar se Takraayaa hu.aa
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
jis pe martaa huu.n dil-o-jaan se 'aazar' us ko
mai.n kisii aur kaa girviida nazar aataa huu.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
kis mu.nh se mire saamne aate ho ab 'aazar'
tum fat.h nahii.n kar sake Dhaaka mire dil kaa
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
dil pe har lahza nazar rakhnaa pa.Degii 'aazar'
yaad kaa phuul khilegaa isii viiraanii me.n