SEARCH RESULTS
Showing search results for "ebaa.e.n"
Sher MATCHES FOR "ebaa.e.n"
Sher
saro.n se taaj ba.De jism se abaa.e.n ba.Dii
zamaane ham ne tiraa intiKHaab dekh liyaa
Anjum Khaleeq
Sher
Bekhud Dehlvi
Sher
vo kuchh muskuraanaa vo kuchh jhe.np jaanaa
javaanii adaa.e.n sikhaatii hai.n kyaa kyaa
Bekhud Dehlvi
Sher
ye adaa.e.n ye ishaare ye hasii.n qaul-o-qaraar
kitne aadaab ke parde me.n hai inkaar kii baat
Khalid Yusuf
Sher
phuul kah dene se afsurda ko.ii hotaa hai
sab adaa.e.n tirii achchhii hai.n nazaakat ke sivaa
Jaleel Manikpuri
Sher
hame.n hamaarii anaa.e.n tabaah kar de.ngii
mukaalme kaa agar silsila nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Sher
Shad Azimabadi
Sher
ham ka.ii roz se be-vaj.h bahut KHush hai.n chalo
zindagii kii ye adaa.e.n bhii to dekhii jaa.e.n
Manmohan Talkh
Sher
hasiino.n kii dono.n adaa.e.n hai.n dilbar
kisii kii hayaa to sharaarat kisii kii
Afsar Allahabadi
Sher
Yasmeen Habeeb
Sher
vo jaaduu adaa.e.n adaa.o.n me.n jaaduu
ye pahu.nchaa.e.n ham ko fanaa se baqaa tak