SEARCH RESULTS
Showing search results for "ebaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "ebaa.e.n"
Ghazal
saro.n se taaj ba.De jism se abaa.e.n ba.Dii
zamaane ham ne tiraa intiKHaab dekh liyaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
husn-e-nazar-fareb me.n kis ko kalaam thaa magar
terii adaa.e.n aaj to dil me.n samaa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hame.n hamaarii anaa.e.n tabaah kar de.ngii
mukaalme kaa agar silsila nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
hasiin champa.ii pairo.n ko jab se dekhaa hai
nadii kii mast adaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
chalo ki KHaak u.Daa.e.n chalo sharaab piye.n
kisii kaa hijr manaayaa nahii.n bahut din se
Azhar Iqbal
Ghazal
vo siidhii-saadii adaa.e.n ki bijliyaa.n barse.n
vo dil-baraana muravvat ki 'aashiqaana lage
Nasir Kazmi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ajiib ras-bharaa rahzan thaa jis ne logo.n ko
tarah tarah kii adaa.e.n dikhaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye husn ye shoKHii ye karishma ye adaa.e.n
duniyaa nazar aa.ii mujhe to kyaa nazar aayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
us bazm me.n jaa.e.n to ye kahtii hai.n adaa.e.n
kyuu.n aa.e ho, kyaa sar pe qazaa khel rahii hai
Akhtar Shirani
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
na ab vo ishq na vo ishq kii adaa.e.n rahii.n
na ab vo husn na vo husn kii havaa.e.n rahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
adaa.e.n dekh chuke aa.ine me.n aap apnii
bataa.iye to sahii dil par iKHtiyaar rahaa