SEARCH RESULTS
Showing search results for "field"
Sher MATCHES FOR "field"
Sher
ab miraa dhyaan kahii.n aur chalaa jaataa hai
ab ko.ii film mukammal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Sher
Insha Allah Khan Insha
Sher
ye abr hai yaa fiil-e-siyah-mast hai saaqii
bijlii ke jo hai paa.nv me.n zanjiir havaa par
Shah Naseer
Sher
kitaab film safar 'ishq shaa'irii 'aurat
kahaa.n kahaa.n na gayaa KHud ko Dhuu.nDhtaa hu.aa mai.n
Jawad Sheikh
Sher
Abdul Ahad Saaz
Sher
film kii gardish se tasviire.n badaltii hii rahii.n
umr-e-rafta kaa na aayaa phir vo manzar saamne
Maslihuddin Ahmad Aseer Kakorvi
Sher
ab miraa dhyaan kahii.n aur chalaa jaataa hai
ab ko.ii film mukammal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Sher
rahmat-e-haq ko na kar maayuus apne fe.al se
vo bhalaa.ii me.n nahii.n jo hai buraa.ii me.n mazaa
Nadir Shahjahanpuri
Sher
Syed Zameer Jafri
Sher
zindagii se aise kaaTaa scene us ne ishq kaa
dekhtaa hai ko.ii jaise film gaane kaaT kar
Ankit Maurya
Sher
ye diyaa message tweeter par fasaadii shaKHs ne
us ko jaltii ke liye fil-faur oil chaahiye
Aziz Faisal
Sher
dekhii hai ek film puraanii to yuu.n lagaa
jaise ki ko.ii kaam kiyaa hai savaab kaa
Anwar Masood
Sher
e'tibaaraat hai.n ye hastii-e-mauhuumii ke
fil-haqiiqat to ko.ii KHaa.n hai na navvaab hai yaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
mausam ko dekh-bhaal ke file ba.Dhaa.e hai.n
daftar me.n la.Dkiyaa.n bhii to switer banaa.e hai.n