SEARCH RESULTS
Showing search results for "field"
Ghazal MATCHES FOR "field"
Ghazal
mai.n ek film banaa.uu.ngaa apne 'sarvat' par
aur is me.n rail kii paTrii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
phisle jo us jagah to lu.Dhakte chale ga.e
ham ko pata nahii.n thaa ki itnii Dhalaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
ab miraa dhyaan kahii.n aur chalaa jaataa hai
ab ko.ii film mukammal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
zindagii dekh chuke tujh ko ba.De parde par
aaj ke baa'd ko.ii film nahii.n dekhe.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
kyaa boriyaa-nashii.n ko havas taaj o taKHt kii
kyaa KHaak-aashnaa ko Garaz asp o fiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
film ke parde pe chhapnaa ko.ii aasaan nahii.n
marnaa pa.Dtaa hai yahaa.n naam kamaane ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
rah rah ke le rahii hai mire dil me.n chuTkiyaa.n
phislii hu.ii girah tire band-e-qabaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
zindagii se aise kaaTaa scene us ne ishq kaa
dekhtaa hai ko.ii jaise film gaane kaaT kar
Ankit Maurya
Ghazal
qaul-e-momin hai us ke fel kii sharh
vo jo kahtaa hai kar guzartaa hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jab kabhii dariyaa me.n hote saya-afgan aap hai.n
fils-e-maahii ko bataate maah-e-raushan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dekhii hai bahut ham ne ye film ta'alluq kii
kuchh bol takalluf ke kuchh scene tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
mai.n aaj eastwood kii ek film dekh kar haTaa
to mujh ko ik puraanaa intiqaam yaad aa gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
be-takalluf aa.e tum khole hu.e band-e-qabaa
ab girah dil kii hamaare fil-haqiiqat khul ga.ii