SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-baad"
Sher MATCHES FOR "gard-baad"
Sher
hai.n chaaro.n taraf KHeme kha.De gard-baad ke
kyaa jaaniye junuu.n ne iraada kidhar kiyaa
Meer Taqi Meer
Sher
gumbad me.n gard-baad ke majnuu.n ne ghar kiyaa
sar-gashta aisaa kaun ki chakkar me.n ghar kare
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
Riyaz Khairabadi
Sher
shaa.erii ishq Gam rizq kitaabe.n ghar-baar
kitnii samto.n me.n ba-yak-vaqt guzar hai meraa
Aziz Nabeel
Sher
ghar-baar chho.D kar vo faqiiro.n se jaa mile
chaahat ne baadshaaho.n ko mahkuum kar diyaa
Anjum Barabankvi
Sher
jaane kis ummiid pe chho.D aa.e the ghar-baar log
nafrato.n kii shaam yaad aa.e puraane yaar log
Nomaan Shauque
Sher
sadaa-e-vaqt kii gar baaz-gasht san paa.o
mire KHayaal ko tum shaa.iraana kah denaa
Mohsin Bhopali
Sher
gar bas chale to aap phiruu.n apne gard mai.n
ka.abe ko jaa ke kaun ho ai jaan-e-man KHaraab
Ahmad Husain Mail
Sher
ghar-ba-ghar hai vo mast-e-ishva-o-naaz
dar-ba-dar ham KHaraab hote hai.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
ye kyaa bad-mazaaqii hai gard jhaa.Dte kyuu.n ho
is makaan-e-KHasta me.n yaar ham bhii rahte hai.n
Sabir
Sher
Aitbar Sajid
Sher
Dilawar Figar
Sher
Athar Shah Khan Jaidi
Sher
ye jo kuchh log KHayaalo.n me.n rahaa karte hai.n
un kaa ghar-baar bhii hotaa hai nahii.n bhii hotaa
Afzal Khan
Sher
yuu.n mohabbat se na ham KHaana-ba-dosho.n ko bulaa
itne saada hai.n ki ghar-baar uThaa laa.e.nge