SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-baad"
Nazm MATCHES FOR "gard-baad"
Nazm
pahle to shahr aisa na tha
uj.Daa hu.aa ik KHvaab ho
tasviir me.n kuchh gard-baad-e-baaqiyaat-e-mimbar-o-mehraab ho
Ain Tabish
Nazm
muddat ke baad
ab raqs-e-gard-baad kii suurat hai zindagii
ye vaqt kaa azaab kahaa.n tak ko.ii sahe
Himayat Ali Shayar
Nazm
mukafat
amboh-e-gard-baad me.n raqs sharar kare.n
uftaadgii me.n aarzuu-e-baal-o-par kare.n
Muneebur Rahman
Nazm
aazad-hind fauj
baatil ho KHvaah koh-e-giraa.n KHvaah gard-baad
hindostaa.n kii fauj-e-zafar-mauj zindabaad
Tilok Chand Mahroom
Nazm
nasheb-o-faraaz
ismate.n luTtii rahii.n ghar-baar bhii jalte rahe
to.D kar naata KHudaa se haath ham malte rahe
Maqsood Ahmad Maqsood
Nazm
pattharon ka mughanni
TuuT sakte hai.n lekin pighalte nahii.n
gard ban kar ye u.D jaa.e.n saa.ncho.n me.n Dhalte nahii.n
Waheed Akhtar
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
ho gayaa daamaan-e-sahraa gard-bard
ghir gayaa aafat me.n vo sahraa-navard
Ismail Merathi
Nazm
ai bhagte lamho
aivaan-e-ibaadat sajte hai.n
go laakho.n ke ghar-baar nahii.n