SEARCH RESULTS
Showing search results for "gauhar-baar"
Sher MATCHES FOR "gauhar-baar"
Sher
Uvais Girach
Sher
ashk vo hai jo rahe aa.nkh me.n gauhar ban kar
aur TuuTe to bikhar jaa.e nagiino.n kii tarah
Akhtar Muslimi
Sher
baad-e-fanaa bhii hai maraz-e-ishq kaa asar
dekho ki rang zard hai mere Gubaar kaa
Mirza Raza Barq
Sher
duniyaa me.n 'bahr' kaun ibaadat-guzaar hai
saum-o-salaat daaKHil-e-rasm-o-rivaaj hai
Imdad Ali Bahr
Sher
haath aa.egaa kyaa saahil-e-lab se hame.n 'anjum'
jab dil kaa samundar hii guhar-baar nahii.n hai
Anjum Khaleeq
Sher
phuul barse kahii.n shabnam kahii.n gauhar barse
aur is dil kii taraf barse to patthar barse
Bashir Badr
Sher
Bayan Meeruthi
Sher
bas hukm milaa aur nikal aa.e vahaa.n se
chalte hu.e ujlat me.n hii saamaan liyaa hai
Afzal Gauhar Rao
Sher
lahja to badal chubhtii hu.ii baat se pahle
tiir aisaa to kuchh ho jise naKHchiir bhii chaahe
Gauhar Hoshiyarpuri
Sher
Afzal Gauhar Rao
Sher
tumhe.n nahii.n ho agar aaj gosh-bar-aavaaz
ye merii fikr ye merii navaa hai kis ke liye
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Sher
jaane vo shahr me.n ab kis kaa buraa maantaa hai
mai.n to jab baat karuu.n us se buraa maantaa hai
Afzal Gauhar Rao
Sher
Waliullah Muhib
Sher
Allama Iqbal
Sher
is adab-gaah kuu.n tuu.n masjid-e-jaame mat buujh
shaiKH be-baak na jaa gosha-e-mai-KHaane me.n
Siraj Aurangabadi
Sher
jab apnii aa.nkho.n se chehre ka.ii utaar aa.e
qadam qadam pe ka.ii baar phir Gubaar aa.e