SEARCH RESULTS
Showing search results for "gauhar-baar"
Ghazal MATCHES FOR "gauhar-baar"
Ghazal
agarche abr-e-gauhar-baar huu.n mai.n
magar aa.nkho.n se barsaayaa gayaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dhiire dhiire dhuup nuqte me.n simaTtii jaa.egii
aasmaa.n par abr gauhar-baar hotaa jaa.egaa
Anees Ashfaq
Ghazal
shaahid-e-gul motiyo.n me.n lad rahe hai.n aaj-kal
abr-e-tar rahtaa hai gauhar-baar qaisar-baaG me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
naamuus-e-qalam fikr-e-guhar-baar na becho
ai diida-varo Gairat-e-fankaar na becho
Azeez Baghravi
Ghazal
naamuus-e-qalam fikr-e-guhar-baar na becho
ai diida-varo Gairat-e-fankaar na becho
Azeez Baghravi
Ghazal
ab band jo is abr-e-guhar-baar ko lag jaa.e
kuchh dhuup hamaare dar-o-diivaar ko lag jaa.e
Shakeel Jamali
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
saamne chashm-e-guhar-baar ke kah do dariyaa
cha.Dh ke gar aa.e to nazro.n se utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
muddate.n guzrii.n to ik qatra guhar ban paayaa
sadiyaa.n biitii.n to kahii.n aadmii insaan hu.aa
Mohsin Ehsan
Ghazal
baarishe.n le ga.ii hai.n saaraa asaasa meraa
mehrbaa.n itnaa hu.aa abr-e-guhar-baar ki bas
Mohsin Ehsan
Ghazal
favvaare chhuuTte hai.n mizha se sarishk ke
dekho to merii chashm-e-guhar-baar kii taraf