SEARCH RESULTS
Showing search results for "hairaan-o-pareshaa.n"
Sher MATCHES FOR "hairaan-o-pareshaa.n"
Sher
phirte hai.n ka.ii qais se hairaan o pareshaan
is ishq kii sarkaar me.n bahbuud nahii.n hai
Joshish Azimabadi
Sher
Aale Ahmad Suroor
Sher
Bandar ibn-e-Raqim
Sher
Josh Malihabadi
Sher
khele.n aapas me.n parii-chehra jahaa.n zulfe.n khol
kaun puuchhe hai vahaa.n haal-e-pareshaa.n meraa
Hasrat Azimabadi
Sher
hame.n bhii apnii tabaahii pe ranj hotaa hai
hamaare haal-e-pareshaa.n pe muskuraa.o nahii.n
Fareed Javed
Sher
hosh u.D jaa.e.nge ai zulf-e-pareshaa.n tere
gar mai.n ahvaal likhaa apnii pareshaanii kaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Kausar Mazhari
Sher
ab mai.n huu.n aur KHvaab-e-pareshaa.n hai mere saath
kitnaa pa.Degaa aur abhii jaagnaa mujhe
Barqi Azmi
Sher
majma.a me.n raqiibo.n ke khulaa thaa tiraa juu.Daa
kal raat ajab KHvaab-e-pareshaa.n nazar aayaa
Hatim Ali Mehr
Sher
rumuuz-e-ishq kii gahraa.iyaa.n salaamat hai.n
hamaare KHvaab-e-pareshaa.n kisii ko kyaa ma.aluum
Zaki kakorvi
Sher
ham apne haal-e-pareshaa.n pe baarhaa ro.e
aur us ke baa'd ha.nsii ham ko baarhaa aa.ii
Rais Amrohvi
Sher
jab na thaa zabt to kyuu.n aa.e ayaadat ke liye
tum ne kaahe ko miraa haal-e-pareshaa.n dekhaa
Hafeez Jaunpuri
Sher
Akhtar Shirani
Sher
ham ri.nd-e-pareshaa.n hai.n maah-e-ramazaa.n hai
chamkii hu.ii in rozo.n me.n vaa.iz kii dukaa.n hai
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
jab bhii us zulf-e-pareshaa.n kii havaa aatii hai
ham to KHushbuu kii tarah ghar se nikal jaate hai.n
Haneef akhgar
Sher
dil KHush na hu.aa zulf-e-pareshaa.n se nikal kar
pachhtaa.e ham is shaam-e-Gariibaa.n se nikal kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
jise ishrat-kada-e-dahr samajhtaa thaa mai.n
aaKHir-e-kaar vo ik KHvaab-e-pareshaa.n niklaa