SEARCH RESULTS
Showing search results for "hairaan-o-pareshaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "hairaan-o-pareshaa.n"
Ghazal
Asad Rizvi
Ghazal
phirte hai.n ka.ii qais se hairaan o pareshaan
is ishq kii sarkaar me.n bahbuud nahii.n hai
Joshish Azimabadi
Ghazal
mai-kada me.n nazar aa.e jo mujhe pahle-pahal
shaiKH saahab hu.e hairaan-o-pareshaa.n kitne
Sajid Rizwi
Ghazal
mai.n hijr me.n hairaan-o-pareshaa.n rahuu.n kab tak
lillaah but-e-aa.iina-ruKHsaar KHabar le
Sabir Rampuri
Ghazal
Mustafa Rahi
Ghazal
jise kahtaa hai ik aalam 'aziiz'-e-vaaris-e-aalam
use aalam me.n hairaan-o-pareshaa.n kaun dekhegaa
Aziz Warsi
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'shaan' inqilaab-e-zamaana kii hai.n daliil
ye uljhane.n ye KHvaab-e-pareshaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jo apne faraa.ez se nipaTne me.n ulajh jaa.e
ham log use zulf-e-pareshaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
tum to badal sake na pareshaanii-e-KHayaal
ham ko 'razaa' KHayaal-e-pareshaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
anaadil naGma-zan ho.n to chaman bedaar ho jaa.e
pareshaa.n buu-e-gul ho to fazaa sarshaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
lafz-e-shar to bashar me.n shaamil hai
kyo.n ho hairaa.n bashar me.n shar hai to
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
us taraf vo to idhar ham hai.n pareshaa.n 'bebaak'
KHvaahish-e-diid kisii taur na Taalii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mariiz-e-ishq ne kyaa kah diyaa ye
pareshaa.n itnaa chaara-saaz kyo.n hai
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ab qatl kii KHabro.n kaa vo aalam hai ki 'arshad'
sun kar ko.ii hairaan o pareshaa.n bhii nahii.n hai