SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-mizaaj"
Sher MATCHES FOR "ham-mizaaj"
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Rana Gannauri
Sher
shikva sun kar jo mizaaj-e-but-e-bad-KHuu badlaa
ham ne bhii saath hii taqriir kaa pahluu badlaa
Bekhud Badayuni
Sher
chup raho kyuu.n mizaaj puuchhte ho
ham ji.e.n yaa mare.n tumhe.n kyaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
shaayad mizaaj ham se mukaddar hai yaar kaa
likkhaa hai us ne ham ko ba-KHatt-e-Gubaar KHat
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Sher
mizaaj-o-martaba-e-chashm-e-nam ko pahchaane
jo tujh ko dekh ke aa.e vo ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Sher
ham na maane.nge KHamoshii hai tamannaa kaa mizaaj
haa.n bharii bazm me.n vo bol na paa.ii hogii
Kalidas Gupta Raza
Sher
mizaaj alag sahii ham dono.n kyuu.n alag ho.n ki hai.n
saraab o aab me.n poshiida qurbate.n kyaa kyaa
Fuzail Jafri
Sher
har-dil-aziiz vo bhii hai ham bhii hai.n KHush-mizaaj
ab kyaa bataa.e.n kaise hamaarii nahii.n banii
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
hazaar raste tire hijr ke ilaaj ke hai.n
ham ahl-e-ishq zaraa muKHtalif mizaaj ke hai.n
Rana Amir Liyaqat
Sher
nahii.n jii chaahtaa milne ko subuk-vaz.o.n se
kyaa kare.n ham jo mizaaj apnaa giraanii maa.nge