SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-mizaaj"
Nazm MATCHES FOR "ham-mizaaj"
Nazm
ghubar-e-karwan
har-nafas par ham mizaaj-e-baaGbaa.n dekhaa kiye
yaas kii nazro.n se apnaa aashiyaa.n dekhaa kiye
Razi Badayuni
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
hai mizaaj us vaqt kuchh big.Daa hu.aa sayyaad kaa
ai asiiraan-e-qafas mauqa nahii.n fariyaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
mausam-e-bahaaran
aayaa basant jashn-e-bahaaraa.n liye hu.e
har phuul hai mizaaj-e-gulistaa.n liye hu.e
Shadan Barabankvi
Nazm
mashwara
merii mahbuub ye tauhiin-e-mohabbat hogii
bevafaa kah ke mire pyaar ko majruuh na kar
Asad Rizvi
Nazm
taaruf
mujh se barham hai mizaaj-e-piirii
mujrim-e-shoKHi-e-guftaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
fitrat na.e jazbaat ke dar khol rahii hai
miizaan-e-javaanii me.n use taul rahii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ma’zarat
barham mizaaj-e-vaqt hai ai mere ham-nashii.n
ab baargaah-e-husn me.n jhuktii nahii.n jabii.n
Ashhar Nadeemi
Nazm
KHush-mizaj doston ka git
sabhii hai.n ham KHush-mizaaj saathii
hame.n hai pyaar apnii zindagii se
Nazm
chacha ke sath
miltaa nahii.n mizaaj chachii kaa chachaa ke saath
jaise charaaG baa.ndh diyaa ho havaa ke saath
Khalid Irfan
Nazm
kufa-mizaj
ruko mohabbat ke KHaanvaade ke shaahzaade
ruko kahaa.n ujlato.n me.n jaane.n luTaa rahe ho
Noman Badr
Nazm
hindi hindustani
kyaa milansaar hai mizaaj is kaa
sulh-juu.ii hai kaam-kaaj is kaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
shab-gardon ke liye ek nazm
raat hai burda-farosh
us ke bahkaa.e hu.e hosh me.n kab aa.e hai.n
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
amir-KHusraw
ek tahziib-e-mushtarak kaa amii.n
fikr-o-fan kii lataafato.n kaa shu.uur
Shuja Farrukhi
Nazm
chalo musafir
chalo musaafir, udaas shaamo.n kii rahguzar me.n
sitaare, Dhuu.nDe.n