SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazrat"
Sher MATCHES FOR "hazrat"
Sher
Allama Iqbal
Sher
ho ga.e naam-e-butaa.n sunte hii 'momin' be-qaraar
ham na kahte the ki hazrat paarsaa kahne ko hai.n
Momin Khan Momin
Sher
sar-chashma-e-baqaa se hargiz na aab laa.o
hazrat KHizar kahii.n se jaa kar sharaab laa.o
Nazeer Akbarabadi
Sher
aap kii zid ne mujhe aur pilaa.ii hazrat
shaiKH-jii itnii nasiihat bhii burii hotii hai
Hasan Barelvi
Sher
ham jo pahu.nche to lab-e-gor se aa.ii ye sadaa
aa.iye aa.iye hazrat bahut aazaad rahe
Ameer Minai
Sher
kal to dekhaa thaa 'mubaarak' but-kade me.n aap ko
aaj hazrat jaa ke masjid me.n musalmaa.n ho ga.e
Mubarak Azimabadi
Sher
naaseh nasiihate.n ye kahaa.n yaad rahtii hai.n
hazrat abhii kisii se tabii.at lagii nahii.n
Lala Kanji Mal Saba
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
maa.il ko jaante bhii ho hazrat hai.n ek ri.nd
kyaa e'tibaar aap ke roze namaaz kaa
Mirza Mail Dehlvi
Sher
shaiKH-jii maanaa mai.n is ko tum farishta ho to ho
lek hazrat-aadmii honaa nihaayat duur hai
Qayem Chaandpuri
Sher
mujhe bhii lamha-e-hijrat ne kar diyaa taqsiim
nigaah ghar kii taraf hai qadam safar kii taraf
Shehpar Rasool
Sher
Sarfaraz Shahid
Sher
havaa baa.ndhte hai.n jo hazrat jinaa.n kii
galii me.n hasiino.n kii aa.e ga.e hai.n
Mubarak Azimabadi
Sher
dard-e-hijrat ke sataa.e hu.e logo.n ko kahii.n
saaya-e-dar bhii nazar aa.e to ghar lagtaa hai
Bakhsh Layalpuri
Sher
maut bar-haq hai to phir maut se Darnaa kaisaa
ek hijrat hii to hai naql-e-makaanii hii to hai
Tariq Matin
Sher
hazrat-e-daaG jahaa.n baiTh ga.e baiTh ga.e
aur ho.nge tirii mahfil se ubharne vaale
Dagh Dehlvi
Sher
dekhe jo qais husn to lailaa ko bhuul jaa.e
ham kyaa hai.n riish-e-hazrat-maulaanaa jhuul jaa.e