SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazrat"
Nazm MATCHES FOR "hazrat"
Nazm
aaTa
hazrat aadam pe jo guzrii hai sab ko yaad hai
daana-e-gandum kii zinda aaj tak be-daad hai
Shaukat Thanvi
Nazm
zohd aur rindi
hazrat ne mire ek shanaasaa se ye puuchhaa
'iqbaal' ki hai qumri-e-shamshaad-e-ma.aanii
Allama Iqbal
Nazm
ek makDa aur makkhi
makkhii ne sunii baat jo mak.De kii to bolii
hazrat kisii naadaan ko diijegaa ye dhokaa
Allama Iqbal
Nazm
muhaqqiq
ye jo ik hazrat chale aate hai.n goristaan se
ye na samjhe.n aap hai.n be-zaar apnii jaan se
Raza Naqvi Vahi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
sab se uu.nche laaT ko dekhaa
hazrat ''duke-connaught' ko dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
zalzala
har adaa puuchhtii sarmaaya-parasto.n ke mizaaj
kuchh to farmaa.iye hazrat ki hai.n kis haal me.n aaj
Shakeel Badayuni
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
taaziim ko uThte hai.n is vaaste dil vaale
hazrat ne mashiiKHat kii ik tarah nikaalii hai
Ibn-e-Insha
Nazm
subh ki aamad
chalii top bhii din se hazrat salaamat
nahii.n KHvaab-e-Gaflat nahii.n KHvaab-e-Gaflat
Ismail Merathi
Nazm
safar ke waqt
hai arz ''hazrat-e-Gaa.eb-dimaaG'' bandii kii
ki apne aib kii haalat ko Gaib me.n rakhnaa
Jaun Eliya
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
sayyad se aaj hazrat-e-vaa.iz ne ye kahaa
charchaa hai jaa-ba-jaa tire haal-e-tabaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
muflisi
ta.aziim jis kii karte hai.n to ab aur KHaa.n
muflis hu.e to hazrat-e-luqmaa.n kiyaa hai yaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa