SEARCH RESULTS
Showing search results for "he-he"
Sher MATCHES FOR "he-he"
Sher
shab-e-visaal me.n he he vo un kaa sharmaa kar
dabii zabaan se kahnaa ki aarzuu kyaa hai
Meer Mohammad Sultan Aaqil
Sher
itnii rusvaa.iyaa.n sah lii hai.n to ik ye bhii sahii
ham ko manzuur he minnat-kash-e-darbaa.n honaa
Jameeluddin Aali
Sher
havaa jab kabhii saahilii giit chhe.De hu.e ho
mai.n patto.n ko taalii bajaate hu.e dekhtaa huu.n
Mumtaz Athar
Sher
Aasi Karnali
Sher
tamaam umr yuu.n hii ho ga.ii basar apnii
shab-e-firaaq ga.ii roz-e-intizaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
Fayyaz Farooqi
Sher
Farhat Parveen
Sher
Wasim Nadir
Sher
sunte hii ho ke ham-aaGosh kahaa ha.ns ke tujhe
dard-e-dil kii hai davaa aur bhii darkaar ki bas
Maroof Dehlvi
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
teraa hii ho ke jo rah jaa.uu.n to phir kyaa hogaa
ai junuu.n aur hai.n duniyaa me.n bahut kaam mujhe
Syed Ehtisham Husain
Sher
aayaa unhe.n pasand to un kaa hii ho gayaa
kam thaa hamaare dil se hamaaraa kalaam kyaa