SEARCH RESULTS
Showing search results for "host"
Sher MATCHES FOR "host"
Sher
kahte hai.n ahl-e-hosh jab afsaana aap kaa
ha.nstaa hai dekh dekh ke diivaana aap kaa
Shad Azimabadi
Sher
Tariq Naeem
Sher
Nida Fazli
Sher
kuchh ham ko imtiyaaz nahii.n saaf o durd kaa
ai saaqiyaan-e-bazm bayaariid harche hast
Nazeer Akbarabadi
Sher
la.D rahaa huu.n mai.n akelaa kaar-zaar-e-hast me.n
kar faraaham tuu bhii zaalim apne hone kaa javaaz
Badr Muneer
Sher
hastii kaa raaz kyaa hai Gam-e-hast-o-buud hai
aalam tamaam daam-e-rusuum-o-quyuud hai
Farhat Kanpuri
Sher
Bashir Badr
Sher
ik saal gayaa ik saal nayaa hai aane ko
par vaqt kaa ab bhii hosh nahii.n diivaane ko
Ibn-e-Insha
Sher
itnii pii jaa.e ki miT jaa.e mai.n aur tuu kii tamiiz
yaanii ye hosh kii diivaar giraa dii jaa.e
Farhat Shahzad
Sher
mujh ko to hosh nahii.n tum ko KHabar ho shaayad
log kahte hai.n ki tum ne mujhe barbaad kiyaa
Josh Malihabadi
Sher
Adeem Hashmi
Sher
Anwar Shuoor
Sher
tujh saa ko.ii jahaan me.n naazuk-badan kahaa.n
ye pa.nkhu.Dii se ho.nT ye gul saa badan kahaa.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
lafz o manzar me.n ma.aanii ko TaTolaa na karo
hosh vaale ho to har baat ko samjhaa na karo
Mahmood Ayaz
Sher
saarii duniyaa ye samajhtii hai ki saudaa.ii hai
ab miraa hosh me.n aanaa tirii rusvaa.ii hai