SEARCH RESULTS
Showing search results for "host"
Ghazal MATCHES FOR "host"
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
har qadam kahtaa hai tuu aayaa hai jaane ke liye
manzil-e-hastii nahii.n hai dil lagaane ke liye
Akbar Allahabadi
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
jiine kaa lutf kuchh to uThaa.o nashe me.n aa.o
ha.nste hai.n kaise Gam me.n dikhaa.o nashe me.n aa.o
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
asbaab-e-hast rah me.n luTaanaa pa.Daa mujhe
phir KHaalii haath dahr se jaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
hangaama garm hasti-e-naa-paa.edaar kaa
chashmak hai barq kii ki tabassum sharaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kaar-gaah-e-duniyaa kii nestii bhii hastii hai
ik taraf uja.Dtii hai ek samt bastii hai
Yagana Changezi
Ghazal
dil ko duniyaa se uThaa.e.nge chale jaa.e.nge
KHaak hastii kii u.Daa.e.nge chale jaa.e.nge
Pinhaan
Ghazal
aa ki hastii be-lab-o-be-gosh hai tere baGair
kaa.enaat ik mahshar-e-KHaamosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ai maut tujh pe umr-e-abad kaa madaar hai
tuu e'tibaar-e-hasti-e-be-e'tibaar hai
Fani Badayuni
Ghazal
hastii ko mirii mastii-e-paimaana banaa de
ai be-KHabarii haasil-e-mai-KHaana banaa de