SEARCH RESULTS
Showing search results for "idraak"
Sher MATCHES FOR "idraak"
Sher
zamaana aql ko samjhaa hu.aa hai mish.al-e-raah
kise KHabar ki junuu.n bhii hai saahib-e-idraak
Allama Iqbal
Sher
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Sher
yaa-rab ye kyaa tilism hai idraak-o-fahm yaa.n
dau.De hazaar aap se baahar na jaa sake
Khwaja Meer Dard
Sher
har shaKHs yahaa.n saahib-e-idraak nahii.n hai
har shaKHs ko tum saahib-e-idraak na kahnaa
Rana Gannauri
Sher
dar khol ke dekhuu.n zaraa idraak se baahar
ye shor saa kaisaa hai mirii KHaak se baahar
Ejaz Gul
Sher
hairaan hai.n ab jaa.e.n kahaa.n Dhuu.nDne tum ko
aa.iina-e-idraak me.n bhii tum nahii.n rahte
Siraj Lakhnavi
Sher
un kii maanind ko.ii saahab-e-idraak kahaa.n
jo farishte nahii.n samjhe vo bashar samjhe hai.n
Fazal Husain Sabir
Sher
Kausar Niyazi
Sher
idraak tire husn kii tasviir-garii kaa
yuu.n lagtaa hai jaise ko.ii barso.n kaa safar hai
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
Qamar Jalalvi
Sher
dillii ke na the kuuche auraaq-e-musavvar the
jo shakl nazar aa.ii tasviir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Sher
Shad Azimabadi
Sher
hasrat-e-dil naa-mukammal hai kitaab-e-zindagii
jo.D de maazii ke sab auraaq mustaqbil ke saath
Figar Unnavi
Sher
ruKHsaar ke araq kaa tire bhaav dekh kar
paanii ke mol nirKH hu.aa hai gulaab kaa