SEARCH RESULTS
Showing search results for "idraak"
Nazm MATCHES FOR "idraak"
Nazm
jawab-e-shikwa
shajar-e-fitrat-e-muslim thaa hayaa se namnaak
thaa shujaa.at me.n vo ik hasti-e-fauq-ul-idraak
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
ka.ii muhayyur-e-idraak dev-maalaaye.n
hitopdesh ke qisse kathaa sarat-saagar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
meraa ye jurm ki mai.n saahab-e-idraak-o-shu.uur
meraa ye aib ki ik shaa.ir o fankaar huu.n mai.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
kashmakash
mere idraak ke naasuur to riste rahte
merii ho kar bhii vo mere liye kyaa kar letii
Naresh Kumar Shad
Nazm
mera hona na hona
mire idraak me.n shabnam kii suurat
yaa sitaare kii tarah lauh-e-yaqii.n par jagmagaataa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
KHwab-e-sahar
mahr sadiyo.n se chamaktaa hii rahaa aflaak par
raat hii taarii rahii insaan ke idraak par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ghaddar
fahm-o-idraak detaa hu.aa sach kisii duusre mulk kaa ko.ii jaasuus hai
KHvaab Gaddaar hai.n
Atif tauqeer
Nazm
gul-e-rangin
ye talaash-e-muttasil sham-e-jahaa.n-afroz hai
tausan-e-idraak-e-insaa.n ko KHiraam-aamoz hai
Allama Iqbal
Nazm
meri shaeri
mire sher kii aa.nkh idraak par hai
mirii shaa.erii KHaaksaaro.n kii duniyaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
teri hansi
zaraa sii jur.at-e-idraak hii se kyaa hogaa
gurez o raj.at o taKHriib hii sahii lekin
Mustafa Zaidi
Nazm
aap-biti
mere idraak me.n hai.n kun-fayakuu.n ke asraar
mire ash.aar me.n hai qalb-e-hazii.n kii dha.Dkan
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek alamat
fahm-o-idraak badii hai.n to badii terii hai
chand lamho.n kii KHudaa.ii hai rivaayaat ke saath
Mustafa Zaidi
Nazm
gautam-budh
ziist kaa aur maut kaa idraak duniyaa ko na thaa
zulm kaa ehsaas jab be-baak duniyaa ko na thaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
musafir
sambhaal meraa subuk hadiya-e-Gam-e-idraak
jo mujh ko saat samundar kaa zahr pii ke milaa
Mustafa Zaidi
Nazm
doraha
dair se, ka.abe se, idraak se bhii uktaa kar
aaj tak dil ko ujaale kii talab hotii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
zarurat-e-ittihad
ilm-o-fan se hai is kaa ghar KHaalii
aql o idraak se hai sar KHaalii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aadmi
taar-e-be-maaya kisii daaman-e-sad-chaak me.n hai
ek chhoTii sii kiran mahr ke idraak me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
pahla jashn-e-azadi
shariik halqa-e-idraak raqs farmaa.e.n
tarab kaa vaqt hai bebaak raqs farmaa.e.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
etiraf
terii zulfo.n ke ghane aur KHunuk saa.e me.n
mere jalte hu.e idraak ko nii.nd aa na sakii