SEARCH RESULTS
Showing search results for "iftiraa"
Sher MATCHES FOR "iftiraa"
Sher
baraa.e-naam hii sahii ba-ehtiyaat kiijiye
daruun-e-kizb-o-iftiraa sadaaqate.n KHalat-malat
Rahi Fidai
Sher
muKHaalifat se mirii shaKHsiyat sa.nvartii hai
mai.n dushmano.n kaa ba.Daa ehtiraam kartaa huu.n
Bashir Badr
Sher
Ehteram Islam
Sher
Varis Kirmani
Sher
ik ik qadam pe rakkhii hai yuu.n zindagii kii laaj
Gam kaa bhii ehtiraam kiyaa hai KHushii ke saath
Kaifi Bilgrami
Sher
ham kaafiro.n ne shauq me.n roza to rakh liyaa
ab hausla ba.Dhaane ko iftaar bhii to ho
Bharat Bhushan Pant
Sher
savaal ye hai ki is pur-fareb duniyaa me.n
KHudaa ke naam pe kis kis kaa ehtiraam kare.n
Divakar Rahi
Sher
ai 'mus.hafii' sad-shukr hu.aa vasl mayassar
iftaar kiyaa roze me.n us lab ke rotab se
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ramazaa.n me.n tuu na jaa ruu-ba-ruu un ke 'maa.il'
qabl-e-iftaar badal jaa.egii niyyat terii
Ahmad Husain Mail
Sher
kaaTii hai Gam kii raat ba.De ehtiraam se
aksar bujhaa diyaa hai charaaGo.n ko shaam se
Ali Ahmad Jalili
Sher
Abrar Shahjahanpuri
Sher
tujh ko tirii hii aa.nkh se dekh rahii hai kaa.enaat
baat ye raaz kii nahii.n apnaa KHud ehtiraam kar
Ameen Hazin
Sher
kuchh ehtiraam bhii kar Gam kii vaz.a-daarii kaa
giraa.n hai arz-e-tamannaa to baar baar na kar
Syed Aabid Ali Aabid
Sher
ho gayaa mauquuf ye 'saudaa' kaa bilkul ehtiraaq
laala be-daaG-e-siyah paane lagaa nashv-o-numaa