SEARCH RESULTS
Showing search results for "iftiraa"
Ghazal MATCHES FOR "iftiraa"
Ghazal
buu-e-gul 'aatish' kahii.n hotii hai mahsuus-e-nazar
iftiraa hai roz-e-mahshar yaar ke diidaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
soz-e-jigar se ho.nT pe tabKHaala iftiraa
shor-e-fuGaa.n se jumbish-e-diivaar-o-dar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
iz.haar-e-ishq Dol hii apnaa nahii.n hai shoKH
jin ne kahaa ye tujh se hai mahz iftiraa Galat
Qayem Chaandpuri
Ghazal
iftiraa-o-makr se shaayad tujhe miltaa vaqaar
haq-parastii ne tujhe ai 'kaif' rusvaa kar diyaa
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
is iftiraa pe diijiye kuchh muftarii ko daad
jannat agar kahii.n hai to mere vatan me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
iftiraa karne me.n tuufaan hai vo shoKH-e-zariif
tuutiyaa taaza ko.ii aur na mujh par baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
begaangii par us kii zamaane se ehtiraaz
dar-parda us adaa kii shikaayat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n jii rahaa huu.n abhii ai zamiin-e-aadam-KHor
abhii to dekh na tuu itnii ishtihaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
jahaa.n jahaa.n hai mirii dushmanii sabab me.n huu.n
jahaa.n jahaa.n hai miraa ehtiraam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
'barq' uftaada vo huu.n saltanat-e-aalam me.n
taaj-e-sar ijz se naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
hai ehtiraam-e-hazrat-e-insaan meraa diin
be-diin ho gayaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
rah-e-junuu.n me.n lipaTte hai.n paa.nv se kaa.nTe
ba-har qadam ye miraa ehtiraam hotaa hai