SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikaa.ii"
Sher MATCHES FOR "ikaa.ii"
Sher
shaaKHo.n se TuuT jaa.e.n vo patte nahii.n hai.n ham
aa.ndhii se ko.ii kah de ki auqaat me.n rahe
Rahat Indori
Sher
sau chaa.nd bhii chamke.nge to kyaa baat banegii
tum aa.e to is raat kii auqaat banegii
Jan Nisar Akhtar
Sher
ko.ii hinduu ko.ii muslim ko.ii iisaa.ii hai
sab ne insaan na ban.ne kii qasam khaa.ii hai
Nida Fazli
Sher
uqaabii ruuh jab bedaar hotii hai javaano.n me.n
nazar aatii hai un ko apnii manzil aasmaano.n me.n
Allama Iqbal
Sher
is aalam-e-viiraa.n me.n kyaa anjuman-aaraa.ii
do roz kii mahfil hai ik umr kii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sher
achchhii qismat achchhaa mausam achchhe log
phir bhii dil ghabraa jaataa hai ba.az auqaat
Manzar Naqvi
Sher
tuu qaadir o aadil hai magar tere jahaa.n me.n
hai.n talKH bahut banda-e-mazduur ke auqaat
Allama Iqbal
Sher
ba.az auqaat kisii aur ke milne se 'adam'
apnii hastii se mulaaqaat bhii ho jaatii hai
Abdul Hamid Adam
Sher
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Sher
ek nazar dekhaa thaa us ne aage yaad nahii.n
khul jaatii hai dariyaa kii auqaat samundar me.n
Amjad Islam Amjad
Sher
kahaa.n sochaa thaa mai.n ne bazm-aaraa.ii se pahle
ye merii aaKHirii mahfil hai tanhaa.ii se pahle
Shariq Kaifi
Sher
Ameer Minai
Sher
saavan ek mahiine 'qaisar' aa.nsuu jiivan bhar
in aa.nkho.n ke aage baadal be-auqaat lage
Qaisarul Jafri
Sher
paas hamaare aakar tum begaana se kyuu.n ho
chaaho to ham phir kuchh duurii par chho.D aa.e.n tumhe.n
Zuhoor Nazar
Sher
Khalida Uzma
Sher
KHaak aur KHuun se ik sham.a jalaa.ii hai 'nushuur'
maut se ham ne bhii siikhii hai hayaat-aaraa.ii