SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "ikaa.ii"
Ghazal
vo jo mujh me.n ek ikaa.ii thii vo na ju.D sakii
yahii reza reza jo kaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
mirii ikaa.ii ko iz.haar kaa vasiila de
mirii nazar ko mire dil ko imtihaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
mai.n apne aap ko tartiib de rahaa huu.n abhii
miraa maqaam vahaa.n hai jahaa.n ikaa.ii hai
Akhtar Usman
Ghazal
mujh me.n rach bas ke bhii tuu mujh se alag KHud se alag
tere jiivan kii amiT-ruup ikaa.ii na ga.ii
Nasir Shahzad
Ghazal
Rumana Rumi
Ghazal
mai.n ikaa.ii kii tarah sab me.n samaayaa 'maajid'
baat ba.Dh jaa.egii aadaad ko ginvaa.o nahii.n
Majid-ul-Baqri
Ghazal
vo har lihaaz se naa-mo'tabar ikaa.ii thaa
magar vaqaar se maujuud har adad me.n rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
yaad-e-habiib mujh ko bhii ab mujh se kar judaa
mujh ko hujuum-e-dard me.n merii ikaa.ii de
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
jab se mai.n ikaa.ii kaa alam le ke chalaa huu.n
ehsaas ye hotaa hai judaa hone lagaa aur
M. K. Asar
Ghazal
ikaa.ii se nau tak pahu.nch bhii jo jaa.uu.n
dahaa.ii banuu.n kaise tuu hii sifar hai
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
KHatra saa kahii.n merii ikaa.ii ke liye hai
har lamha yahaa.n KHud se judaa.ii ke liye hai