SEARCH RESULTS
Showing search results for "inhiraaf"
Sher MATCHES FOR "inhiraaf"
Sher
ab is tarah bhii rivaayat se inhiraaf na kar
badal agarche tuu achchhaa na de, KHaraab to de
Quaiser Khalid
Sher
Ahmad Shanas
Sher
hai taa-hadd-e-imkaa.n ko.ii bastii na bayaabaa.n
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab dikhaa.ii nahii.n detaa
Syed Amin Ashraf
Sher
ek din kahnaa hii thaa ik duusre ko alvidaa.a
aaKHirash 'saalim' judaa ik baar to honaa hii thaa
Salim Shuja Ansari
Sher
'KHaalid' mai.n baat baat pe kahtaa thaa jis ko jaan
vo shaKHs aaKHirash mujhe be-jaan kar gayaa
Khalid Sharif
Sher
mujh se jo puuchhte ho to har haal shukr hai
yuu.n bhii guzar ga.ii mirii vuu.n bhii guzar ga.ii
Ashraf Ali Fughan
Sher
jugnuu miyaa.n kii dum jo chamaktii hai raat ko
sab dekh dekh us ko bajaate hai.n taaliyaa.n
Ashraf Ali Fughan
Sher
ik chaa.nd hai aavaara-o-betaab o falak-taab
ik chaa.nd hai aasuudgii-e-hijr kaa maaraa
Syed Amin Ashraf
Sher
lazzat-e-diid KHudaa jaane kahaa.n le jaa.e
aa.nkh hotii hai to hotaa nahii.n qaabuu dil par
Syed Amin Ashraf
Sher
lakiire.n khii.nch ke miTTii pe baiTh jaataa huu.n
yahaa.n makaa.n thaa ye baazaar ye galii us kii
Ashraf Yousafi
Sher
is e'tiraaf se ras ghul rahaa hai kaano.n me.n
vo e'tiraaf jo us ne abhii kiyaa bhii nahii.n
Khursheed Rizvi
Sher
nahii.n ki jurm-e-mohabbat kaa e'tiraaf nahii.n
magar huu.n KHush ki mirii ye KHataa mu.aaf nahii.n