SEARCH RESULTS
Showing search results for "inhiraaf"
Ghazal MATCHES FOR "inhiraaf"
Ghazal
use ye haq hai ki vo mujh se iKHtilaaf kare
magar vajuud kaa mere bhii e'tiraaf kare
Ejaz Rahmani
Ghazal
KHud apne jurm kaa mujrim ko e'tiraaf na thaa
magar ye jazba ba-naam-e-junuu.n mu.aaf na thaa
Bekal Utsahi
Ghazal
mujhe pata hai ki apne bayaan se us ne
kahaa.n kahaa.n pe abhii inhiraaf karnaa hai
Azhar Adeeb
Ghazal
ye ittifaaq bhii ik inhiraaf hai goyaa
miraa 'zamiir' abhii tak mirii panaah me.n hai
Zameer Kazmi
Ghazal
mai.n munharif thaa jis se harf-e-inhiraaf kii tarah
khulaa vo dhiire dhiire bu-e-inkishaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
ab is tarah bhii rivaayat se inhiraaf na kar
badal agarche tuu achchhaa na de, KHaraab to de
Quaiser Khalid
Ghazal
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
tujh ko hai mujh se pyaar kabhii e'tiraaf kar
yaa kaun hai pasand ye tasviir saaf kar
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
Mohsin Sahil
Ghazal
kisii KHataa se hame.n inhiraaf tho.Dii hai
hamaaraa KHud se ko.ii iKHtilaaf tho.Dii hai
Ashraf Ali Ashraf
Ghazal
sab ko bataa rahaa huu.n yahii saaf saaf mai.n
jalte diye se kaise karuu.n inhiraaf me.n
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
haqiiqato.n se kabhii inhiraaf mat kiije
qusuur jis kaa ho us ko mu.aaf mat kiije