SEARCH RESULTS
Showing search results for "insaano.n"
Sher MATCHES FOR "insaano.n"
Sher
sach to kah duu.n magar is daur ke insaano.n ko
baat jo dil se nikaltii hai burii lagtii hai
Saleem Ahmed
Sher
Nazeer Siddiqui
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
yuu.nhii insaano.n ke shahro.n me.n milaa apnaa vajuud
kisii viiraane me.n ik phuul khilaa ho jaise
Salik Lakhnavi
Sher
ibrat-aabaad bhii dil hote hai.n insaano.n ke
daad miltii bhii nahii.n KHuu.n-shuda armaano.n kii
Mukhtar Siddiqui
Sher
Zia Jalandhari
Sher
aap ne jis ko farishte kaa diyaa thaa darja
us kii insaano.n sii fitrat hai to hairat kyaa hai
Euphonic Amit
Sher
Mirza Ghalib
Sher
insaa.n kii KHvaahisho.n kii ko.ii intihaa nahii.n
do gaz zamii.n bhii chaahiye do gaz kafan ke baad
Kaifi Azmi
Sher
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
aadmii ko bhii muyassar nahii.n insaa.n honaa
Mirza Ghalib
Sher
Syed Gulam Mohammad Mast Kalkattvi
Sher
bastii me.n apnii hinduu musalmaa.n jo bas ga.e
insaa.n kii shakl dekhne ko ham taras ga.e
Kaifi Azmi
Sher
ko.ii hinduu ko.ii muslim ko.ii iisaa.ii hai
sab ne insaan na ban.ne kii qasam khaa.ii hai
Nida Fazli
Sher
uqaabii ruuh jab bedaar hotii hai javaano.n me.n
nazar aatii hai un ko apnii manzil aasmaano.n me.n