SEARCH RESULTS
Showing search results for "insaano.n"
Nazm MATCHES FOR "insaano.n"
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa mire shikve ko to rizvaa.n samjhaa
mujh ko jannat se nikaalaa hu.aa insaa.n samjhaa
Allama Iqbal
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ham jo insaano.n kii tahziib liye phirte hai.n
ham saa vahshii ko.ii jangal ke darindo.n me.n nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
tuu hinduu banegaa na musalmaan banegaa
insaan kii aulaad hai insaan banegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
maanaa ki abhii tere mere armaano.n kii qiimat kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawahar-lal nehru
jism kii maut ko.ii maut nahii.n hotii hai
jism miT jaane se insaan nahii.n mar jaate
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri yaad
dast-e-mazduur pe ha.nste hu.e aivaano.n se
mai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e guzraa
Waseem Barelvi
Nazm
KHud-kushi
mu.nh basore rahguzaaro.n se lipaTte, sogvaar
ghar pahu.nchtaa thaa mai.n insaano.n se uktaayaa hu.aa
Noon Meem Rashid
Nazm
mujrim
ruuh biimaar, badan sust, nigaahe.n paamaal
haath phailaa.e pa.De rahte hai.n rogii insaan
Shakeb Jalali
Nazm
ilm
ilm hai insaa.n kii tahziib-o-tamaddun ke liye
ye nahii.n insaanii qadro.n ke talavvun ke liye
Farooq Shakeel
Nazm
fabe-ayye aalaye rabbikuma tukazziban
maalik-e-ji.nn-o-ins kii, insaano.n ke haq me.n
kaisii be-paayaa.n rahmat hai!