SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalaate"
Sher MATCHES FOR "jalaate"
Sher
jaate jaate aap itnaa kaam to kiije miraa
yaad kaa saaraa sar-o-saamaa.n jalaate jaa.iye
Jaun Eliya
Sher
jalaane vaale jalaate hii hai.n charaaG aaKHir
ye kyaa kahaa ki havaa tez hai zamaane kii
Jameel Mazhari
Sher
Ahmad Faraz
Sher
Ahmad Faraz
Sher
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate
Ahmad Faraz
Sher
tumhaare aane kii ummiid bar nahii.n aatii
mai.n raakh hone lagaa huu.n diye jalaate hu.e
Azhar Iqbal
Sher
a.ndheraa maa.ngne aayaa thaa raushnii kii bhiik
ham apnaa ghar na jalaate to aur kyaa karte
Nazeer Banarasi
Sher
aap agar yuu.nhii charaaGo.n ko jalaate hu.e aa.e.n
ham bhii har shaam na.ii bazm sajaate hu.e aa.e.n
Unknown
Sher
soch un kii kaisii hai kaise hai.n ye diivaane
ik makaa.n kii KHaatir jo sau makaa.n jalaate hai.n
Ehtisham Akhtar
Sher
Shamim Karhani
Sher
Aslam Mahmood
Sher
aashiq banaa ke ham ko jalaate hai.n sham.a-ruu
parvaana chaahiye unhe.n parvaana chaahiye
Muneer Shikohabadi
Sher
Mirza Daood Beg
Sher
raat din aap charaaGo.n ko jalaate kyo.n hai.n
ghar charaaGo.n se nahii.n pyaar se raushan hogaa