SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalaate"
Ghazal MATCHES FOR "jalaate"
Ghazal
jaate jaate aap itnaa kaam to kiije miraa
yaad kaa saaraa sar-o-saamaa.n jalaate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
parvaano.n ne faanuus ko dekhaa to ye bole
kyuu.n ham ko jalaate ho ki jalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
ghuTan sii hone lagii us ke paas jaate hu.e
mai.n KHud se ruuTh gayaa huu.n use manaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
kahaanii likhte hu.e daastaa.n sunaate hu.e
vo so gayaa hai mujhe KHvaab se jagaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
tujh se jaltaa hai jo vo aur jalaate hai.n use
mire haq me.n mire dushman kii 'adaavat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kis gumaa.n me.n hai.n tire shahr ke bhaTke hu.e log
dekhne vaale palaT kar nahii.n jaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Ghazal
dekh lete hai.n ab us baam ko aate jaate
ye bhii aazaar chalaa jaa.egaa jaate jaate
Naseer Turabi
Ghazal
ham un ke dar pe na jaate to aur kyaa karte
unhe.n KHudaa na banaate to aur kyaa karte
Nazeer Banarasi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
faasle ke ma.anii kaa kyuu.n fareb khaate ho
jitne duur jaate ho utne paas aate ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
raste se muhaafiz kaa KHatra jo nikal jaataa
manzil pe bhii aa jaate naqsha bhii badal jaataa
Zehra Nigaah
Ghazal
aa.nkho.n se dil tak ek jahaan-e-sukuut hai
sunte hai.n is dayaar se jaate rahe hai.n ham
Shahab Jafri
Ghazal
Waqar Sahar
Ghazal
tamaam umr kabhii ham ne ye nahii.n sochaa
ham aa.e kis liye aur kyo.n yahaa.n se jaate hai.n
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
ziinat muqaddama hai musiibat kaa dahr me.n
sab sham.a ko jalaate hai.n saa.nche me.n Dhaal ke